Wednesday, November 12, 2008

AKSAR YAAD AATA HAI



Aksar yaad aata hai
Humein unka pyaar
Khamosh labon say
Woh pyaar ka izehaar..

Aankho mein woh shararat
Unka aakar yuun muskrana
Unki baaton mein woh pyaar
Aksar yaad aata hai….
Humein unka yeh andaaz
Rooth jaaun to manana
Jaate - jaate phir rulana
Aksar yaad aata hai…
Aksar yaad aata hai humein unka pyaar…!!

No comments: